2029+ Best Motivational Shayari in Hindi | बेस्ट मोटिवेशनल शायरी इन हिंदी
Motivation is always required for a successful life. Through the Motivational Shayari in Hindi, You can encourage to move forward in life. We have listed a huge collection of best motivational shayari in hindi text, inspirational shayari in hindi for students.
Motivational Shayari in Hindi

अपने हाथों »की लकीरों को क्या »देखते हो ?
किस्मत »तो उनकी भी »होती है, जिनके हाथ »नहीं होते।
Apne Hathon Ki Lakeeron Ko Kya Dekhte Ho?
Kismat To Unki Bhi Hoti Hai, Jinke Hath Nahin Hote.
Inspiritional shayari in hindi
तारों »में अकेला चाँद» जगमगाता है,
मुश्किलों में »अकेला इंसान »डगमगाता है,
काटों से »घबराना मत मेरे यारो, क्योंकि
काटों में ही अकेला »गुलाब »मुस्कुराता है।
Taaron Mein Akela Chaand Jagamagata Hai,
Mushkilon Mein Akela Insaan Dagamagata Hai,
Kaaton Se Ghabarana Mat Mere Yaaro, Kyonki
Kaaton Mein Hi Akela Gulaab Muskurata Hai.
You Also Read
जो गुज़र» गया उसे याद मत करो,
किस्मत में जो »लिखा है उसकी »फ़रयाद मत करो,
किस्मत में» जो है वो होकर रहेगा,
तुम »कल के चक्कर में» आज को बर्बाद »न करो।
Jo Guzar Gaya Use Yaad Mat Karo,
Kismat Mein Jo Likha Hai Uski Faryaad Mat Karo,
Kismat Mein Jo Hai Vo Hokar Rahega,
Tum Kal Ke Chakkar Mein Aaj Ko Barbad Na Karo.
खुद को »यूँ खोकर जिन्दगी को »मायूस न कर,
मंजिलें चारो तरफ »हैं रास्तों की »तलाश कर।
Khud Ko Yun Khokar Zindgi Ko Mayus Na Kar,
Manzilein Charo Taraf Hain Rasto Ki Talash Kar.
success motivational shayari
जिंदगी »की असली उड़ान »अभी बाकी है,
मंजिल के कई »इम्तिहान अभी बाकी है,
अभी »तो नापी है मुट्ठी »भर ज़मीं हमने,
अभी »तो सारा »आसमान बाकी है।
Zindgi Ki Asli Udaan Abhi Baaki Hai,
Manzil Ke Kayi Imtihaan Abhi Baaki Hai,
Abhi Toh Naapi Hai Mutthi Bhar Zamin Humne,
Abhi Toh Sara Aasmaan Baaki Hai.
सोचने »से कहाँ मिलते हैं »तमन्नाओं के शहर,
चलना भी जरुरी »है मंजिल को पाने »के लिए।
Sochne Se Kahan Milte Hain Tamannaon Ke Shahar,
Chalna Bhi Jaroori Hai Manzil Ko Paane Ke Liye.
मुश्किल »नहीं है कुछ »दुनिया में,
तू जरा »हिम्मत तो कर।
ख्वाब बदलेंगे »हकीकत में,
तू ज़रा »कोशिश तो कर।
Mushkil Nahi Hai Kuchh Duniya Mein,
Tu Jara Koshish Toh Kar.
Khwab Badlenge Hakeekat Mein,
Tu Jara Koshish Toh Kar.
motivational thoughts in hindi
छू ले »आसमान ज़मीं की» तलाश न कर,
जी ले जिंदगी »ख़ुशी की तलाश» न कर,
तकदीर बदल» जाएगी खुद ही मेरे» दोस्त,
मुस्कुराना सीख ले» वजह की तलाश» न कर।
Chhu Le Aasmaan Zamin Ki Talaash Na Kar,
Jee Le Zindgi Khushi Ki Talaash Na Kar,
Takdeer Badal Jaayegi Khud Hi Mere Dost,
Muskurana Seekh Le Wajah Ki Talaash Na Kar.
पंखों को »खोल कि ज़माना सिर्फ »उड़ान देखता है,
यूँ जमीन »पर बैठकर, आसमान क्या देखता» है।
Pankho Ko Khol Ke Zamana Sirf Udaan Dekhta Hai,
Yun Zameen Par Baithkar Aasmaan Kya Dekhta Hai.
पंख ही »काफ़ी नहीं हैं आसमानों» के लिए,
हौसला भी» चाहिए ऊंची »उड़ानो के लिए।
Pankh Hi Kaafi Nahin Hain Aasamaanon Ke Liye,
Hausla Bhi Chaahiye Unchi Udaano Ke Liye.
thank you very much
_________________
футболдан капперлерден ең жақсы болжамдар