Motivational Shayari

2029+ Best Motivational Shayari in Hindi | बेस्ट मोटिवेशनल शायरी इन हिंदी

Motivational Shayari in Hindi

Motivational Shayari in Hindi
Motivational Shayari in Hindi

Every successful person in the world needs motivation and inspiration in their journey to become successful. Every person has a different and unique inner spirit. That is the reason we create this large collection of different Motivational Shayari in Hindi font and success shayari in hindi & english font. so that you can find your best word which will match your present situation.

 

2 line motivational shayari in hindi

लोग »जिस हाल में मरने की »दुआ करते हैं,
मैंने »उस हाल में »जीने की क़सम खाई है।
Log Jis Haal Mein Marne Ki Dua Karte Hain,
Maine Us Haal Mein Jeene Ki Qasam Khayi.

 

Motivational Shayari on Love

पानी »मे तस्वीर कहाँ »बनती है,
ख्वाबों »से तकदीर कहाँ »बनती है,
कोई» भी रिश्ता हो »सच्चे दिल से निभाओ,
क्योंकि »ये ज़िन्दगी वापस »किसे मिलती है।
Pani Me Tasveer Kahan Banti Hai,
Khvabon Se Takdeer Kahan Banti Hai,
Koi Bhi Rishta Ho Sachche Dil Se Nibhao,
Kyuki Ye Zindagi Vapas Kise Milti Hai.

 

अगर »पाना है मंजिल »तो
अपना» रहनुमा »खुद बनो,
वो »अक्सर भटक जाते हैं
जिन्हें सहारा »मिल जाता है।
Agar Paana Hai Manzil Toh
Apna Rehnuma Khud Bano,
Woh Aksar Bhatak Jaate Hain
Jinhein Sahara Mil Jata Hai.

 

motivational shayari student life

आंधियाँ »सदा चलती नहीं,
मुश्किलें सदा »रहती नहीं।
मिलेगी »तुझे मंजिल तेरी,बस
तू ज़रा कोशिश »तो कर।
Aandhiyan Sada Chalti Nahin,
Mushkil Sadaa Rehti Nahin.
Milegi Tujhe Bhi Manzil,Bas
Tu Jara Koshish Toh Kar.

 

kamyabi shayari in hindi

रो कर »मुस्कुराने का मजा» ही कुछ और है,
जिंदगी में »कुछ खो कर» पाने का मजा ही »कुछ और है,
ज़िन्दगी में हार»और जीत तो लगी ही रहती है,
लेकिन हार के जीतने »का मजा ही कुछ »और आता है।
Ro Kar Muskurane Ka Maja Hi Kuchh Aur Hai,
Zindagi Mein Kuchh Kho Kar Pane Ka Maja Hi Kuchh Aur Hai,
Zindagi Mein Haar Aur Jeet To Lagi Hi Rahti Hai,
Lekin Haar Ke Jeetne Ka Maja Hi Kuchh Aur Aata Hai.

 

साहिल» पे पहुंचने से इनकार किसे» है लेकिन,
तूफ़ानो से» लड़ने का मज़ा ही»कुछ और है,
कहते है, »कि किस्मत खुदा »लिखता है लेकिन,
उसे मिटा »के खुद गढ़ने का मजा ही» कुछ और है।
Saahil Pe Pahunchne Se Inkaar Kise Hai Lekin,
Toofano Se Ladne Ka Maza Hi Kuchh Aur Hai,
Kahte Hai, Ki Kismat Khuda Likhta Hai Lekin,
Use Mita Ke Khud Gadhne Ka Maja Hi Kuchh Aur Hai.

 

रस्ते »कहाँ खत्म होते हैं »जिंदगी के सफर में,
मंजिल तो »वही है जहां ख्वाहिशें» थम जाएँ।
Raaste Kahan Khatm Hote Hain Zindgi Ke Safar Mein,
Manzil Toh Wahi Hai Jahan Khwahishein Tham Jayein.

 

Best motivational lines in hindi

बेहतर» से बेहतर कि तलाश करो,
मिल »जाये नदी तो समंदर» कि तलाश करो,
टूट »जाता है शीशा पत्थर »कि चोट से,
टूट »जाये पत्थर »ऐसा शीशा तलाश »करो।
Behtar Se Behtar Ki Talash Karo,
Mil Jaye Nadi To Samandar Ki Talash Karo,
Toot Jata Hai Sheesha Patthar Ki Chot Se,
Toot Jaye Patthar Aisa Sheesha Talash Karo.

 

जब »टूटने लगे हौंसला तो बस »ये याद रखना,
बिना मेहनत »के हासिल तख़्त-ओ-ताज »नहीं होते,
ढूढ़ लेना »अंधेरे में ही मंजिल »अपनी दोस्तों,
क्योंकि जुगनू »कभी रोशनी के »मोहताज़ नहीं होते।
Jab Tutne Lage Hausla Toh Bas Yeh Yaad Rakhna,
Bina Mehnat Ke Haasil Takht-o-Taj Nahi Hote,
Dhundh Lena Andhere Mein Hi Manzil Apni Dosto,
Kyunki Jugnu Kabhi Roshni Ke Mohtaj Nahi Hote.

 

इन्हीं »जर्रों से कल होंगे नए» कुछ कारवां पैदा,
जो जर्रे »आज उड़ते हैं» गुबार-ए-कारवां »होकर।
Inhin Jarron Se Kal Honge Naye Kuchh Kaarwan Paida,
Jo Zarre Aaj Udte Hain Gubaar-e-Karwan Hokar.

 

जुनून मोटिवेशनल शायरी

जिसमे »उबाल हो ऐसा खून चाहिये,
जीत के खातिर »ऐसा जुनून चाहिए,
ये आसमान» भी आएगा »ज़मीन पर,
बस इरादों »में ऐसी गूंज »चाहिये।
Jisme Ubaal Ho Aisa Khoon Chahiye,
Jeet Ke Khatir Aisa Junoon Chahiye,
Ye Aasmaan Bhi Aaega Zameen Par,
Bas Iradon Mein Aisi Goonj Chahiye.

Previous page 1 2 3Next page

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button